Main woh insaan hoon… Jo raat ko rapist ko gaaliyan deta hoon comments mein, aur suba

Main woh insaan hoon… Jo raat ko rapist ko gaaliyan deta hoon comments mein, aur subah uth ke porn dekhta hoon. Main woh hoon… Jo 12-13 saal ki bachiyon ko comment karta hoon — “Badi hoke maal lagegi”… aur khud ko cultured aur modern bolta hoon. Main bahar duniya ke logon ko bahut respect deta hoon, sabko izzat dene ki baat karta hoon… lekin ghar aate hi apne maa-baap pe chillata hoon, unki izzat uthata hoon. Main pyar ke naam pe ladkiyon ke saath unke jism se khelta hoon, unhe touch karta hoon, use karta hoon, aur jab woh emotionally attach ho jaati hain, main unhe chhod ke bol deta hoon — “Aajkal koi wafadaar nahi hota”. Main apne Papa ko pareshan karta hoon, unhe rulaata hoon, unke dil todta hoon… aur phir bol deta hoon — “Jo ho raha hai
0:00 / 0:00
Share
← Return to Studio