Subah ka waqt hai… Ali, Umar, Ayesha aur Sana site par jama hain… aaj ka din normal n

Subah ka waqt hai… Ali, Umar, Ayesha aur Sana site par jama hain… aaj ka din normal nahi lag raha… Ayesha safety briefing deti hai… “Aaj Hot Work Safety bohat important hai…” Ayesha PPE dikhati hai… “Helmet, gloves aur face shield ke baghair kaam mana hai…” Umar kehta hai… “Yeh high risk area hai… zara si laparwahi bara accident bana sakti hai…” Ali jaldi mein kaam start kar deta hai… lekin us ne face shield nahi pehna hota… Umar usay rokta hai… “Ali ruko! Safety ke baghair kaam mat karo…” Ali ignore kar deta hai… aur welding start ho jati hai… Achanak spark oil drum ke paas girta hai… aur choti si aag lag jati hai… Sana ghabra kar kehti hai… “Fire! Fire!” Umar foran fire extinguisher use karta hai… aur aag control ho jati hai… Ayesha serious hoti hai… “Yeh choti galti bara accident bana sakti thi…” Ali ko apni ghalti ka ehsaas hota hai… aur sab kehte hain… “Safety First… Always!”

More English Voice Samples

← Return to Studio