Ek larki tanha raste par chal rahi hoti hai achanak woh ghore ki buggy ke samne aa jati hai shahzada foran ghora rok deta hai aur hairani se kehta hai yeh ghora kyun ruk gaya larki zameen par gir jati hai phir jaldi se uth kar kehti hai sorry aur bina kuch kahe wahan se chali jati hai use bilkul andaza nahi hota ke jis se woh takraai thi woh ek shahzada tha shahzada use door tak dekhta rehta hai aur dheere se kehta hai isay ghar le jao isay kuch khana do yeh bohat udaas lag rahi hai larki jab ghar pohanchti hai to apne zakhmi baap ko dekh kar ro deti hai aur kehti hai ab aap kaam nahi karenge jab tak aap theek nahi ho jate ghar ki majboori usay kaam dhoondhne par majboor kar deti hai aur use mehal mein safai ka kaam mil jata hai wahi mehal jahan woh shahzada rehta hai wahan kuch larkiyan use tang karti hain kabhi us par pani gira deti hain kabhi uska kaam kharab kar deti hain lekin woh sab kuch bardasht karti rehti hai sirf apne baap ke liye ek din jab woh chup chaap kaam kar rahi hoti hai shahzada usay dekh leta hai woh uske paas aata hai aur narmi se kehta hai tum itni pyari ho yeh kaisa kaam kar rahi ho tum to kisi shahzadi jaisi lagti ho
Use these settings →2026-04-05
546913e8-4fc4-4ccb-a48e-9f1f250b1e4f
ID: e3d4079a-f62b-4bd4-b2e8-501ced2d3ace
Created: 2026-04-05T09:29:12.909Z