Free English Text to Speech

"Aaj hi ke din yani12 April 1961… khalaa mein tareekh raqam hui!" Aaj ke din, Yuri Gagarin

chirp3-hd:Charon

Use these settings →

2026-04-07

"Aaj hi ke din yani12 April 1961… khalaa mein tareekh raqam hui!" Aaj ke din, Yuri Gagarin khala mein janay walay pehle insaan banay. Woh Vostok 1 naam ke spacecraft ke zariye rawana huay… Jo Soviet Union ki taraf se launch kiya gaya tha. Sirf 108 minutes mein, unhon ne zameen ka ek chakkar mukammal kiya… Aur pehli baar insaan ne space se apni zameen ko dekha. Un ke mashhoor alfaaz thay "Main zameen ko dekh raha hoon… yeh bohat khoobsurat hai." Yeh lamha Space Age ke aaghaz ki nishani bana… Aur science ki duniya ko hamesha ke liye badal diya. "Aaj ke din… insaniyat ne zameen se bahar apna pehla qadam rakha."

ID: d588b246-ff2e-495b-ab4e-9b55397aa4a5

Created: 2026-04-07T03:29:02.096Z

More Shares

← Return to Studio