Free English Text to Speech

"Hey legends! Welcome to Gen AI experiments— time for crazy AI hacks!" "Aaj maine 2 AI ko

2026-04-09

"Hey legends! Welcome to Gen AI experiments— time for crazy AI hacks!" "Aaj maine 2 AI ko ek hi kaam diya — ek climbing race game banao — aur result dekh ke main khud hairan tha!" "Pehle cloude ai ko diya — game bana — dekho kaisa bana!" deepseek game code generatre kar raha hai ab game ban gaya yekya isme to car hi nahi hai to ak aur promt dete hai bahi game me car to hai hi nahi add karo to ab dekhte hai cloude ai add karta hai ya nahi are ye to vaise ka vaisa hi hai tumse na hppaye ga to "Ab deepseek ko same prompt diya — aur yaar zameen aasman ka fark!" cloudeka game — basic tha, slow tha, graphics average the!" "deepseekka game — smooth tha, colorful tha, controls perfect the — bilkul console game jaisa!" "Toh winner — deepseek! But tum khud try karo — dono free hain!" "Kaun sa better laga tumhe — comment mein zaroor batao! Gen AI subscribe karo — har hafte aisa AI battle! Link bio mein!"

ID: 8398e715-9a87-49c1-bfb2-49ccfcec727a

Created: 2026-04-09T14:56:48.840Z

More Shares

1668909d-3a89-46d7-b0ae-2f2190f4201e

भारत के इस मंदिर में ऐसे रहस्य हैं… जिन्हें आज तक विज्ञान भी पूरी तरह नहीं समझ पाया ये है पुरी का जगन्नाथ मंदिर… भगवान कृष्ण का पवित्र धाम यहाँ का झंडा हमेशा हवा के विपरीत दिशा में लहराता है… जिसे विज्ञान भी समझाना मुश्किल मानता है हैरानी की बात ये है… मंदिर के ऊपर से कोई पक्षी नहीं उड़ता यहाँ बनने वाला महाप्रसाद हजारों लोगों में बंटता है… लेकिन कभी कम नहीं पड़ता भक्त मानते हैं… ये सब भगवान जगन्नाथ की दिव्य व्यवस्था और शक्ति है कुछ बातें विज्ञान से समझ आती हैं… और कुछ आस्था से महसूस होती हैं अगर आप भी मानते हैं… तो कमेंट में ‘जय जगन्नाथ’ जरूर लिखें

"1668909d-3a89-46d7-b0ae-2f2190f4201e"

0b7bf6a2-b0b7-40b4-8d84-58f483a39101

“Yeh kahani hai us waqt ki… jab Mughal Empire apni shaan par tha… aur badshahon ke khazane duniya bhar mein mashhoor thay. Ek shehar ke purane ghar mein… Ali naam ka larka rehta tha. Ek din usay apne dada ki purani sandook mili… jo saalon se band pari thi. Jab usne sandook khola… to usmein se ek purana naqsha nikla. Naqshay par likha tha, “Asal khazana sirf usay milega… jo himmat rakhta ho.” Ali ko samajh aa gaya ke yeh koi aam naqsha nahi… balkay chhupa hua khazana hai. Agli subah… woh akela hi safar par nikal para. Naqshay ke mutabiq usay jungle ke andar jana tha… jahan purani imaraton ke khandar thay. Jab woh wahan pohancha… to har taraf khamoshi thi. Tootay hue deewaar… aur zameen par purane nishaan. Naqshay ke akhri point par ek bada sa pathar rakha tha. Ali ne zor laga kar usay hataaya… to neeche ek secret raasta nazar aaya. Woh dheere dheere neeche utar gaya… jahan andhera aur thandi hawa uska intezar kar rahi thi. Neeche ek chhota sa kamra tha… beech mein ek purana sandook. Uska dil tez dhadak raha tha… usne sandook khola… Lekin andar sona ya heere nahi thay… Sirf ek purana kagaz tha… jis par likha tha: “Jo yahan tak pohanch gaya… asal khazana uski himmat hai.” Ali muskura diya… lekin jaise hi woh wapas mudne laga… Deewar hilne lagi… aur peeche ek doosra chhupa hua khazana khul gaya… jo asal mein sona aur heere se bhara hua tha! Ali samajh gaya… ke asli raaz yeh tha ke sirf himmat wale hi asal khazane tak pohanchte hain… Aur us din… uski zindagi hamesha ke liye badal gayi.”

"0b7bf6a2-b0b7-40b4-8d84-58f483a39101"

← Return to Studio